Sunday 5 June 2011

Baba ramdev ke anshan ko indian sarkar ne tabah kar diya

Baba ramdev ke anshan ko indian sarkar ne tabah kar diya, 
janta ki aawaj ko daba diya sarkar ne,sote huye logo par lathiya barsayi gayi,jo log accha kam kar rahe hai unpe atyachar kiya gaya,ye hai hamari sarkar,


agar ye anna hazare aur baba ramdev ke anshan na hote,
toh sarkar kala dhan lane ke bare me sochte tak nahi the,
lane ki toh bat alag hai,
kyo ki sarkar ki aukat hi nahi hai,
kala paisa lane ki.

0 comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...